Chhod diya wo raasta
Jis raaste se, tum the guzre
Chhod diya wo raasta
Jis raaste se, tum the guzre
Tod diya wo aaina
Jis aaine mein tera aks dikhe
Main sehar mein tere
Tha gairon sa
Mujhe apna koi na mila…
Tere lamhon se
Mere zakhmon se
Ab toh main door chala… aa…
Rukh na kiya un galiyon ka
Jin galiyon mein teri baatein ho
Chhod diya woh raasta
Jis raaste se tum the guzre
Main tha mushafir rah ka teri
Tujh tak mera tha daayara
Main tha musafir raah ka teri
Tujh tak mera tha daayara
Main bhi kabhi tha mehbar tera
Khanabadosh main ab thehra…
Khanabadosh main ab thehra
Chhoota nahi un phoolon ko
Jin phoolon mein teri khushboo ho
Ruth gaya un khwaabon se
Jin khwaabon mein tera khwab bhi ho
Kuch bhi na paya, maine safar mein
Ho ke safar ka main reh gaya
Kuch bhi na paya maine safar mein
Ho ke safar ka main reh gaya…
Kaagaz ka wo seedha ghar tha
Bheengte baarish mein beh gaya…
Bheengte baarish mein beh gaya
Dekhun nahin us chaandni ko
Jis mein ki teri parchhai ho
Door hoon main in hawaaon se
Yeh hawa tujhe chhu ke bhi aayi na ho
No comments yet