Chota sa fasana
Kisi ko pata na
Ise kya sunana
Chal pade hain jo hum
Ab kaisa bahaana
Ise hai nibhaana
Ye safar hai naya
Kya se kya ho gaya
Aage kya hai aana
Bekhabar main yahan
Befikar hai jahan
Kise kya bataana
Ki dil mera, Hai banjaara
Par man phir bhi, Yeh maane na…
Khuli aankhein dekhe
Manzar naya sa hai
Dekho raahein pooche
Manzil meri kaha hai
Ho pata laapata
Kisi ko kya pataa
Ki mujhe jaana hai kahan?
Iss safar ki wajah
Hai ye farz yaa saza
Yeh maine jaana hai kahan?
Ki dil mera, Hai banjaara
Par man phir bhi, Yeh maane na…
No comments yet