Ooo..
Khawabon ki itton se yun bana shamiyana
Tera dil, mera dil ho gaya ishqiyana
In saanson mein rahne lage
In saanson mein rahne lage…
Do pal pyaar ke, pyaar ke
Khawabon ki itton se yun bana shamiyana
Tera dil, mera dil ho gaya ishqiyana
In saanson mein rahne lage
In saanson mein rahne lage…
Do pal pyaar ke, pyaar ke
Ooo.. la la, la la….
La la, la la….
Apni soochon mein, pighla de mujhe Kuchna rahe darmiyaan
Chaha hai agar, haske apna le
Meri sabhi khaamiyan
Chupke se ye kahne lage
In saanson mein rahne lage…
Do pal pyaar ke, pyaar ke
Do pal pyaar ke, pyaar ke
Ab to pyaar ke panno pe maine
Ye falsafa likh diya
Kisine agar poocha tera naam
Maine khuda likh diya
Armaano mein bahene lage
In saanson mein rahne lage…
Do pal pyaar ke, pyaar ke
Do pal pyaar ke, pyaar ke
No comments yet