“Ek siwa tere main kya sochu
Ab siwa tere main kya dekhu
Tu mujhme itna bikhra hai
Rooh tak tu meri utra hai
Meri chahat ka ye vaada hai
Tu mujhme mujhse jyada hai
Ek siwa tere main kya sochu
Ab siwa tere main kya dekhu
Tu mujhme itna bikhra hai
Rooh tak tu meri utra hai
Meri chahat ka ye vaada hai
Tu mujhme mujhse jyada hai
Bekhudi ka tu sahara
Ban gaya hai in dino
Tu tasalli ka kinara
Ban gaya hai in dino
Ab tujhe paake mein kya chaahun
Bas tera hoke jiye jaaun
Tu meri subah ka taara hai
Khali raaton ka guzara hai
Meri chaahat ka ye vaada hai
Tu mujhme mujhse jyada hai
Meri har ek saans
Teri saans se ab jud gayi
Behte behte meri dhadkan
Teri tarfa mud gayi
Main tera saaya sada paoon
Khud mein kuch har pal naya paoon
Dil fida tujh par hamara hai
Teri khatir sab gawara hai
Meri chahat ka ye vaada hai
Tu mujhme mujhse jyada hai
Tu mujhme mujhse jyada hai
”
No comments yet