Us mod pe tum jo mujhe
Yoon chhod gaye ghalti thi kya
Chhoda tha kyun hathon se yoon
Woh hath mera yeh to bata,
Kyun samjha nahi
Kyun jaana nahi
Kyun poochha nahi thi kya,
Meri majbooriyaan, (4 times)
Thi mushkilein agar darmiyaan
Mujhse to hota kaha
Kyun pyar ko de di saza
Thi chaahe jo bhi wajah
Haan meri wafaa to hoti khafa
Par karte bayan ik dafa
Teri majbooriyaan, (4 times)
No comments yet