Mana kiya tha, labon ko aapni
Ke naam tera, le na kabhi
Roka bahut ke, yeh chahra tera
khawabon ko apne, de na kabhi
Kuch nahi hai pahle jaisa
Aaj kal sab naya hai
Kuch alag sa lag raha hai
Yeh jo hai silsila
Na chah ke bhi
Na jaane kyun tera ho gaya
Na chah ke bhi
Na jaane kyun tera ho gaya…
Thoda thoda karte dekho
Sare huye tumhare hum
Meethe meethe hone lage
Pehle to haan the khaare hum
Main kora sa kagaz
Jiski siyahi tu hi
Padhte hai sab mujhko
Aao.. tum bhi padho na
Kabhi hota na tha
Jaane kyun ho gaya
Hhoo..
Na chah ke bhi
Na jaane kyun tera ho gaya…
No comments yet