Oo… Ooo…
Pakhi pakhi mora mann
Dheemi dheemi si pawan (x2)
Mehke subah koi hamein jo bulaye
Albeli shaam aa ke kahan le jaye
Ruke ruke se hain pal
Yaadien karein halchal
Chhoot gaya ghar mera jaun main kahan
Thehra wahan main jahan tu gaya
Pakhi pakhi mora mann
Dheemi dheemi si pawan
Baaki abhi hai wo baatein purani
Khwabon mein hai ba*s adhoori kahani
Udta patang sa beeta safar
Dhaaga judha tha tujhse magar
Pehchani ham rahi hai…
Ruke ruke se hai pal!
Hoo..
Yaadein kare hal chal
Chhoot gaya ghar mera jaun mai kahan
Thehri wahan main jahan tu gaya
Ruke ruke se hai pal
Yaadein kare hal chal
Bas ye guzarish ab ho kamil
Meri rahon ko tu ho hasil
Aankhon se thi main waqif sahi
Par mere lafzon me kuch thi kami
Pehchani hum rahi…
Ho.. Oo oo..
Pakhi pakhi mora mann
Ooo…
Dheemi dheemi si pawan
Mehke subah koi hamein jo bulaye
Albeli shaam aa ke kahan le jaye,
Hoo… Pakhi pakhi mora mann
Dheemi dheemi si pawan
Ruke ruke se hai pal
Oo… ruke ruke se hai pal
No comments yet