Sau martaba tum se mila
Chaha magar kah na saka
Dil gum-zada hai khali zubaan
Kyun fasla hum dono ke darmiyan
Saazishein kre lamhe sabhi
Aa kareeb, aa mere abhi
Chahu tujhe yoon besumar
Dil mein mere tera ikhtiyaar
Kiya rabta tujhe hai mera
Jaane ye tu, ya jaane wo khuda.. x (2)
Pahli dua hai tu
Ek iltija hai tu
Itni si hasrat meri
Tere pa*s hardam rahu..
Sau martaba tum se mila
Chaha magar kah na saka
Saazishein kre lamhe sabhi
Aa kareeb, aa mere abhi
Chahu tujhe yoon besumar
Dil mein mere tera ikhtiyaar
No comments yet