Paglaayi paglaayi duniya ye logon ko
Padhti hai akhbaaron ki hi tarah
Dekhe woh jismon se aage bhi thoda sa
Baaton ke piche bhi jhanke zara
Jo hai chhupa jo na padha
Kitna kuch hai aisa likha
Nazron mein jo… aaya nahi
Duniya walo ko na dikha
Tere jaisa tu hai…
Mere jaisi main hun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hun
Tere mere jaisa koi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hun
Chamkile kaagaz si…
Mushkaane hain in honton pe
Beimaani saanwar hum
Jaise ho in chonton pe
Sach mein kabhi hans na sake
Ghul ke ro bhi pate nahi
Kya rog hai hum kyun bhala
Jo hai woh ho jate nahi…
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hun
Tere mere jaisa koi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hun
Sapno se tu zinda
Sapno se hi main zinda hun…
Jhoothi si duniya ki
Parwah humne karni hi kyun
Kuch khash hai, kuch khoob hai
Tujhme tujhko hai ye khabar
Ek dosti sach se kareeb
Dooja saathi tera sabar
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hjn
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hun
Tere mere jaisa koi hoga kyun
Tere jaisa tu hai
Mere jaisi main hun (x2)
No comments yet