Main yahan, main wahan
Chahe jaaun jahan
Puchhta hai yeh dil
Tu kahan, tu kahan
Main sara jag chhod ke
Nikla hun ek tere hi vaaste
Dooriyan hain bichhin raaste raaste
Kitni bhi doori ho
Koi majboori ho
Maine yeh thana hai
Tujhko hi pana hai
Aa raha hun main banke deewana
Maan hi lega ek din zamaana
Tu meri main tera (x4)
(Tu meri main tera) (x4)
Meri tanhaiyan kar rahi hai bayan
Unn dino ki haseen dastan
Jab ki hum saath the
Haath mein haath the
Lamha lamha haseen tha sama
Yaadein ba**e na kyun
Aankhein ta**e na kyun
Dhoondhti hai ye tera thikana
Tu mile toh hai bas ye batana
Tu meri main tera (x4)
(Tu meri main tera) (x4)
Yeh safar hai kathin
Mushqilein raat din
Saaye ki tarah hai saath mere
Paaon zakhmi sahi
Dil ko hai zidd yahi
Jana hi hai ise paas tere
Rah ka soonapan
Aur tan ki thakan
Kitne teeron ka main hun nishana
Phir bhi jana to maine yeh jana
Tu meri main tera (x4)
(Tu meri main tera) (x4)
Starla Greenaway
24/01/2023 at 9:11 AM
Hi a2zlyrics.co.in administrator, Thanks for the well-organized post!