“Yaad karke, yaad karke)
Itna batana yeh sach hai kya
(Yeh sach hai kya)
Teri zindagi mein koi aur aa gaya
Itna batana aisa tha kya
Jo main na kar paya, usne kar diya
Ab main dhoondh raha hoon
Tujhko galiyon mein
Meri jaan tere bina main adhoora
Tu meri aur main tera, jab ye kaha tha
Aa bhi ja tere bina na jee sakunga
Yaad karke ab bas roun tujhe
Yaad karke ab bas roun tujhe
Ho yaadein teri saari raat sone na de
Yaad karke ab bas roun tujhe
Ho oo ooo…
Yaad karke ab bas roun tujhe
O sanam maine khayi thi kasam
Tujhe dunga itna pyaar har dum
Tujhe ab jo koi aur de raha
Mujhe pata hai tujhe kam lagta hoon main
Par ab bhi tere dil mein basa hoon main
Sun le apne dil ki zara oo…
Ab main dhoondh raha hoon
Tujhko galiyon mein
Meri jaan tere bina main adhoora
Tu meri aur main tera, jab ye kaha tha
Aa bhi ja tere bina na jee sakunga
Yaad karke ab bas roun tujhe
Yaad karke ab bas roun tujhe
Ho yaadein teri saari raat sone na de
Yaad karke ab bas roun tujhe
Itna batana yeh sach hai kya
Teri zindagi mein koi aur aa gaya
Itna batana aisa tha kya
Jo main na kar paya usne kar diya
Yaad karke ab bas roun tujhe
Yaad karke ab bas roun tujhe
Ho yaadein teri saari raat sone na de
Yaad karke ab bas roun tujhe
Ho oo ooo…
Hmm… yaad karke ab bas roun tujhe!”
No comments yet